Dosto,ab aap internet data khatm hone par bhi sms ke jariye muft me facebook aur twitter ke notification paa sakte hai.Saath hi sms ke jariye hi apne facebook states ko update kar sakte hai aur apne manpasand logo ke tweet bhi paa sakte hai.
✹ Bina paise lagaye PTC websites se jyada income kaise kare.
✹ Internet ki kuchh anokhi aur rahasyamayi website - Jarur dekhe.
Phone me internet na hone par sms ke jariye is baat ki jankari mil sakti hai ki aapki post par kisne comment kiya aur kisne friend request bheja hai.Facebook par bheje gaye message bhi sms par milne lagenge.Iske liye koi charge bhi nahi dena hoga.SMS ke jariye notification prapt karne ke liye apne mobile number ko pahle apne facebook account se jodna hoga.Iske liye facebook setting me jaaye.Yahan niche ki taraf mobile ka option milega.Yahan mobile number verify karne ke liye f likhkar 9232232665 par sms bhejne ke baare me likha hoga.Iske baad facebook aapke number par verifycation code bhejega.Is code ko facebook par submit kar de.Mobile number verify hone ke baad setting me diye gaye Notification ke option par jaaye.yahan text message ka option aayega.Ise on karne ke baad comment,friend request aur dusri notification sms ke jariye milne lagegi.
Facebook par sms se kare post :- Phone me internet nahi hone par sms se post ya states update kiya ja sakta hai.Iske liye phone se sirf sms bhejna padega.Halanki iske liye aapko charge bhi dena hoga.Agar std sms pack ki suvidha hai to free me bhi facebook par post ki jaa sakti hai.Facebook par post karne ke liye message likhe aur use 9232232665 par bhej de.Yah message facebook account se post ho jayega.
✹ Aap bhi kama sakte hai 15000/- mahine bina kisi investment ke.
✹ Apne mobile se delete ho chuki photo, video wapas kaise paaye.
Twitter se bhi paaiye tweet :- Aap sms ke jariye twitter se bhi tweet,message aur notification paa sakte hai.Iske liye twitter se apna phone number jodna hoga.Sabse pahle twitter ke setting me mobile ke option par jaaye.Yahan apna mobile number submit kar ise verify karaye.Iske baad text notification me message aur logo ke tweet sms se prapt karne ka option milega.In par click karne ke baad notification aur message sms ke jariye milenge.Jin logo ke tweet sms se pana chahte hai unki profile par jaaye.Yahan follow button ke paas diye gaye button par click kare.Niche mobile notification on kar de.Inke tweet sms se milne lagenge.
Aapko ye post kaisi lagi comment me jarur bataye aur ise share kare.

No comments:
Post a Comment