Hello friends, Whatsapp par kai aise feature maujud hai jinse internet ka data aur phone ki memory bacha sakte hai.Bina group join kiye ak saath sabhi whatsapp contact ko message bhej sakte hai.Group ki notification ko band kiya ja sakta hai.Itna hi nahi group me message kisne padha aur kisne nahi,yah bhi pata lagaya ja sakta hai.Padhiye ye paanch Whatsapp tips.
✹ Aap bhi kama sakte hai 15000/- mahine bina kisi investment ke.
✹ Paypal kya hai aur paypal account banane ki puri jankari hindi me.
1.)Group notification mute kare:- Group me lagatar hone wali chat kuchh logon ko pareshan kar sakti hai.Aise me bina group chhode notification ko 8 ghante,ak hapte ya phir ak saal ke liye band kar sakte hai.Is suvidha ke liye Whatsapp group me jaaye.wahan uper diye gaye setting ke option par jane ke baad group mute karne ka option aa jayega.
2.)Auto download band kare :- Whatsapp par photos aur video apne aap download ho jati hai.Isse phone memory aur internet data barbad hota hai.Par aap is auto downloading ko rok sakte hai.Iske liye Whatsapp setting me jaaye.Yahan chat setting ka option milege.Iske baad media auto download ka option aayega.Yahan mobile data ke liye auto download band kar wi-fi ke liye on kar de.
3.)Last seen chhipaye :- Whatsapp par 'Last seen' yaani aakhiri baar kab Whatsapp dekha,ise bhi dusre user se chhipaya ja sakta hai.Last seen feature ko setting ke baad account aur phir privacy ke option par jakar band kar sakte hai.
✹ Internet ki kuchh anokhi aur rahasyamayi website - Jarur dekhe.
✹ Bina investment PTC website se jyada income kaise kare.
4.)Ak saath sabhi ko bheje message :- Broadcast feature ke jariye phone me maujud sabhi Whatsapp contact ko ak saath message bheja ja sakta hai.yah message unke Whatsapp par is tarah dikhega jaise unhi ko bheja gaya hai.Halanki group me 100 logo ko hi message bheja ja sakta hai.Broadcast message me ye pata nahi chalta ki message aur kisi dusre ko bheja gaya hai.Broadcast message ke liye Menue me jaaye.Yahan New Broadcast ke option par click kare.Jinko broadcast message bhejna chahte hai unke naam ko select kar message bhej de.
5.)Jaane group me kisne padha message :- Whatsapp group me yah bhi pata laga sakte hai ki kisne message padha aur kisne nahi?Iske liye group me bheje gaye message par der tak click kare.Yahan message copy aur cut karne ke alawa message info ka icon aayega.Is parclick karne ke baad pata chal jayega ki kitne logo ne ise padha hai.
Is post ko share kare

No comments:
Post a Comment