Hello Friends, webhackertips.com me aapka swagat hai. Aaj ki meri ye post un friends ke liye hai jo internet chalane ke liye desktop computer ka istemal karte hai aur unke paas webcamera nahi hone ke karan apne dosto se video chat nahi kar paate hai. Is post me mai apko batane ja raha hu ki kaise aap apne mobile ko HI webcamre me badal sakte hai.
✹ Facebook se paaiye Naukri.
✹ Janiye hackers kaise hack karte hai kisi ka facebook account.
Dosto agar aapke pass bina webcam ka desktop computer hai to bhee aap apne friend ko video call kar sakte hai,aur ye hota hai ak free app ki madad se.Is app ki madad se mobile me record hone wale video ko computer par live dekha ja sakta hai.
Android user google play store se IP Webcam ko download kar sakte hai.Is app se video quality me bhee sudhar hoga.Is app ko phone me download kar le.Iske baad app ko kholne par kai saare feature milenge.Feature ke option me sabse niche start server ka option dikhega.Is option par click karne ke baad phone ka camera apne aap khul jayega aur display par kai feature dikhai denge.Camere ke niche ak url address diya jata hai.Ye address http://172.32.15.110:8035 kuchh aisa dikhega.Agar phone internet se connected nahi hai to ye address nahi dikhega,isliye phone ka data on rakhe.Is ip address ko copy kar jaise hi computer ke browser me dalenge to phone me record hone wali video user ko live dikhegi.Is ip address ko apne kisi bhee dost ko bhej de aur jaise hi wo computer ke browser me ise dalega to screen par live video dikhne lagegi.
✹ Apne facebook account ko hackers se kaise bachaye.
✹ Mobile se delete ho chuki photo, video wapas kaise paaye.
Dusra tarika hai skype ke jariye video chat .Iske liye aapko Droidcam Wireless Webcam app apne phone aur computer me download karna hoga.Iske liye yahan click kare.Phone aur computer me droidcam download karne ke baad phone me app ko khole jahan ak ip address diya gaya hoga.Is ip address ko copy kare aur phir computer wale droidcam ko open kare.Open hone par copy kiya huaa ip address isme pest kar de,phir start ke button par jaaye.Iske baad video chat ke liye Skype ko open kar log-in kare.Webcam ke option par ''Droidcam'' app ko select kare aur live video chat ka maja le.
Is post ko apne dosto ke saath share karne ke liye in icons par click kare.

No comments:
Post a Comment