Thursday, June 23, 2016

Facebook chat seen chat karne wale se kaise chhupaye?(फेसबुक चैट सीन चैट करने वाले से कैसे छुपाए ?)



Dosto, sirf whatsapp hi nahi,facebook par bhi pata chal jata hai ki user ne uske account par bheja huaa message padh liya hai ya nahi. Actually, padhe gaye message ke samne ‘seen’ likh jata hai. Lekin agar aap chahte hai ki message padhne ke baad ‘seen’ likha dikhai na de to aisa mumkin hai. Halanki ye suvidha sirf google crome par facebook chalane wale users ke liye hi uplabdh hai.

Kisi bhi wi-fi ka secret password kaise pata kare.
  
Dekhiye real time live hacking- Jo aapne pahle kabhi nahi dekha hoga. 
 
Facebook chat seen chat karne wale se chhupaye.

Iske liye sabse pahle chrome ke web store -  chrome.google.com/webstore   par jaaye. Yahan application ke search box me facebook unseen type kare. Phir iske samne dikhne wale ‘add to chrome’ ke option par click kar de. Aisa karne par aage se facebook par kisi bhi user ka message padhne par uske samne ‘seen’ likha huaa nahi dikhai dega.

Agar aapke paas Android mobile hai to aapko ye 6 chije jarur jaanni chahiye.

Is post ko dosto ke saath share kare.

No comments:

Post a Comment